Raushan hai tere dam se duniya ka parikhana Lyrics

Singer: Pahadi Sanyal
Music: Timir Baran
Lyrics: Kedar Sharma
Director: P C Barua
Album/movie: Devdas (1935)
star cast: K L Sehgal, Jamuna, P C Barua, Raaj Kumari, Nimmo, A H Shorey, Sitara Devi, Phari Sanyal, Manoranjan   Bhattacharya.

Raushan hai tere dam se duniya ka parikhana
Raushan hai tere dam se duniya ka parikhana
Raushan hai tere dam se duniya ka parikhana
allah tujhe rakhe o jalwa re janana
allah tujhe rakhe o jalwa re janana
Raushan hai tere dam se duniya ka parikhana
Raushan hai tere dam se

kya jalawagari hai ye o mast nazar wale
kya jalawagari hai ye o mast nazar wale
paimane ke andar hai mayakhane ka mayakhana
paimane ke andar hai mayakhane ka mayakhana
Raushan hai tere dam se duniya kaa parikhana
Raushan hai tere dam se

zaahid ke taassub se sab kafr kaa barpa hai
zaahid ke taassub se sab kafr kaa barpa hai varana
butakhane me kaba hai kabe me hai butakhana
butakhane me kaba hai kabe me hai butakhana
Raushan hai tere dam se duniya ka parikhana
Raushan hai tere dam se