Raat Bhar Lyrics | Meiyang Chang | Vishal Bhardwaj | Alankrita Shrivastava | Ft. Fatima Sana Shaikh, Bhupendra Jadawat, Naseeruddin Shah, Arshad Warsi, Chitrangda Singh, Masaba Ritwik, Meiyang Chang, and Wamiqa Gabbi |

 "RAAT BHAR" SONG INFO


Singer

Meiyang Chang

Album

Modern Love Mumbai

Lyricist

Vishal Bhardwaj

Music

Vishal Bhardwaj

Director

Alankrita Shrivastava

Cast

Fatima Sana Shaikh, Bhupendra Jadawat, Naseeruddin Shah, Arshad Warsi, Chitrangda Singh, Masaba Ritwik, Meiyang Chang, Wamiqa Gabbi

Music Label

Sony Music India






RAAT BHAR LYRICS

Raat bhar hijra mein
Kya kya hua kya na hua
Raat bhar hijra mein
Kya kya hua kya na hua

Subah tak bed mein saans thame huye
Apne inbox ka chehra takta raha
Raat bhar

Ek hi mail aane ki ummeed mein
Jugnuwon ki tarah jalta bhujhta raha
Raat bhar

Raat bhar hijra mein
Kya kya hua kya na hua

Likh likh ke text delete kar diye
Anjaane tweets retweet kar diye
Dushmano ki post dil se ki pasand
Apne naam se tujhe pukaarte rahe

Raat bhar hijra mein
Raat bhar, kya kya hua kya na hua

 

Dil hai betuka hai gustakh bhi
Jo na mil sake bas maangta wohi
Jo bhi paas hai wo kamm pasand hai
Din mein jiske vaaste jiye mare usi ke par

Raat bhar hijra mein
Bechara dil kya kare kya na kare