DIL SE DIL LYRICS
Singer - Shashwat Singh
Album/Movie - Sita Ramam
Album/Movie - Sita Ramam
Lyricist - Mandar Cholkar
Music - Vishal Chandrasekhar
Director (music)-
Director (movie)- Hanu Raghavapudi
Director (music)-
Director (movie)- Hanu Raghavapudi
Cast - Dulquer Salmaan, Mrunal Thakur, Rashmika Mandanna
Music Label- Sony Music India
DIL SE DIL Lyrics
Dil se dil mil gaye hai toh
Chahiye phir is dil ko kya
Jaadu hai mithi baaton ka
Jisne dhadkan ko hi chhu liya
Kavi ki kalpana ya koi aayina
Ya dhundla sapna jisse chehera mil gaya
Ya jaise titli lutaye ude ho mastiyan
Woh taazgi hai jisse phool bhi jale
Chamak se chand bhi dhale
Hai saadgi jaise lori ho koyi
Woh jaise chandni khile
Bole bansuri si sabnam sinduri si
Ghul jaye hawaaon mein
Halki baarishon si geheri khwahison si
Itraye adaaon mein
Leharaye jo chunar toh jaise nadiya lage
Sharmili iss umar pe chhaye khusiyan lagi
Bhare jo surma shaheed kare soorma kayi
Woh taazgi hai jisse phool bhi jale
Chamak se chand bhi dhale
Hai saadgi jaise lori ho koyi
Woh jaise chandni khile
Yovan ke jhadi si malmal ke ladi si
Murat sang marmari
Jharte motiyo si jadte aadato si
Bizli jaisi manchali
Yugon yugon se sita ka main ram banu
Mehandi ki nakasiyo mein chhupa naam banu
Main phir se tham loon
Woh haath wohi hai dua yehi
Woh taazgi hai jisse phool bhi jale
Chamak se chand bhi dhale
Hai saadgi jaise lori ho koyi
Woh jaise chandni khile
Chahiye phir is dil ko kya
Jaadu hai mithi baaton ka
Jisne dhadkan ko hi chhu liya
Kavi ki kalpana ya koi aayina
Ya dhundla sapna jisse chehera mil gaya
Ya jaise titli lutaye ude ho mastiyan
Woh taazgi hai jisse phool bhi jale
Chamak se chand bhi dhale
Hai saadgi jaise lori ho koyi
Woh jaise chandni khile
Bole bansuri si sabnam sinduri si
Ghul jaye hawaaon mein
Halki baarishon si geheri khwahison si
Itraye adaaon mein
Leharaye jo chunar toh jaise nadiya lage
Sharmili iss umar pe chhaye khusiyan lagi
Bhare jo surma shaheed kare soorma kayi
Woh taazgi hai jisse phool bhi jale
Chamak se chand bhi dhale
Hai saadgi jaise lori ho koyi
Woh jaise chandni khile
Yovan ke jhadi si malmal ke ladi si
Murat sang marmari
Jharte motiyo si jadte aadato si
Bizli jaisi manchali
Yugon yugon se sita ka main ram banu
Mehandi ki nakasiyo mein chhupa naam banu
Main phir se tham loon
Woh haath wohi hai dua yehi
Woh taazgi hai jisse phool bhi jale
Chamak se chand bhi dhale
Hai saadgi jaise lori ho koyi
Woh jaise chandni khile