Piya Aaye Na | Aashiqui 2 (2013) | K. K., Tulsi Kumar | Irshad Kamil | Jeet Ganguly

Piya Aaye Na


Singer -K. K., Tulsi Kumar
Album/Movie -Aashiqui 2 (2013)
Lyricist -Irshad Kamil
Music -Jeet Ganguly
Director (music)- Jeet Ganguly, Mithoon, Ankit Tiwari
Director (movie)- Mohit Suri
Cast - Aditya Roy Kapur, Shraddha Kapoor, Shaad Randhawa





Piya Aaye Na

teri khata hai mere jiya
teri khata hai mere jiya
unpe bharosa kyun tune kiya

sab jhoothe jhoothe waade the unke
chal peechhe peechhe aaya tu jinke

woh piya aaye na, woh piya aaye na
piya aaye na, woh piya aaye na

ab sabhi un khwaabo ki tu dagar chhod de
ab sabhi un khwaabo ko tu khud hi tod de

woh piya aaye na, woh piya aaye na
piya aaye na, woh piya aaye na

teri khata hai mere jiya
teri khata hai mere jiya

har khata ki hoti hai koi na koi sazaa
gham likhe ho kismat me to ban hi jaati wajah

ab sabhi gham ashqo me simat se gaye
ab sabhi aansu palko se lipat se gaye

woh piya aaye na, woh piya aaye na
piya aaye na woh piya aaye na

sach laga tha jo bewajah humko woh bharam ho gaya hai
bhor aane the jis fasaane me woh khatam ho gaya
bhoole hum bhoole woh kaise sabse kahe baat yeh

ab chalo hum dheere dheere bikhal se gaye
ab chalo hum jaise bhi ho sambhal se gaye

woh piya aaye na, woh piya aaye na
piya aaye na woh piya aaye na
woh piya aaye na, woh piya aaye na
piya aaye na woh piya aaye na

teri khata hai mere jiya
teri khata hai mere jiya

unpe bharosa kyun tune kiya.